Android Keyboard App – Keyboard App Download – THE GONDAL
Android Keyboard App – Keyboard App Download
Andriod Keyboard App
Aaj ka yeh article bahot hi interesting hony Wala hai. Because aaj ky is article main mai apko aik bahot hi Kamal ky keyboard ky BARY main bataun ga. Aisa keyboard shayd hi aap ny kabhi kahin dekha ho ya use Kia ho. Bahot hi zabardast keyboard hai. Isky andr apko lighting effects bhi dekhny ko milty Hain. Aur aap agar kisi ko sms send karty hain to yeh sound bhi deta hai jab bhi aap koi sms send karty Hain. To, chaliye dekhty hain ky yeh ham kesy Kar sakty Hain. Aur yeh konsi application hai.
Jesy hi aap is Application ko open karain gy
to apky Samny kuch is tarah ka interface ajye ga.
to apky Samny kuch is tarah ka interface ajye ga.
Make Long Song Name Fb Id
Agar yeh Application aap sy koi permission wagera mangy to aap ny allow Kar Dena hai. Usky bad aap ny select py click karna hai, aur “ENGLISH LED KEYBOARD” ko select Kar Lena hai.
Record Video Call in Messenger
Usky baad apky samny simple si screen ajaye gi. Aap ny pehly 4 main Sy koi sa bhi keyboard select kar Lena hai. Aap nechy waly b use Kar sakty hain jinky oper ads likha ha. Agar woh koi error na dain to. But mery pas unka error show ho raha tha is liye main aapko pehly 4 hi recommend karunga. Aap koi sa bhi select Kar lain wahan sy.
Earn $1000 With Google AdSense
Usky baad aap ny usko back Kar Dena hai aur WhatsApp ya Facebook wagera ko open Kar Lena hai jahan py aap chat karna chahty hain, to phiR aapky Samny kuch is tarah ka interface ajye ga.Aur yahan py aap typing kar sakty hain, LED keyboard k sath.
Ab ham bat karty hain ky yeh message type karny py sound kis tarah dyga, to simply aap ny wahin py Jana hai jahan sy aap ny isko select kia tha, aur nechy + waly button ky SATH apko music Wala option nazar aye ga aap ny us py click karna hai aur wahan sy koi si bhi voice select Kar leni ha Jo message type karny py apko sunai dygi, aur + ky sath apko setting ka option bhi mil jaye ga, agar aap koi setting karna chahyn to wahan sy setting bhi aap Kar sakty Hain.
Umeed karta hu ky aapko iski samjh agaii hogi, phiR bhi agar koi masla ho ya koi baat PUCHNA chahty hon to aap nechy comment Kar ky puch sakty Hain.